menu

Lyrics: Main Jahaan Rahoon Main Kahin Bhi Hoon

Song: Main Jahaan Rahoon Main Kahin Bhi Hoon
Released: 2009
Rating: 45.8 out of 100Please log in to rate this song.
Main Jahaan Rahoon Main Kahin Bhi Hoon lyrics
main jahaan rahoon
main kahin bhi hoon
teri yaad saaath hai

kisi se kahoon
ke nahi kahoon
ye jo dil ki baat hai

kehne ko saath apne
ek duniya chalti hai
per chhup ke is dil mein
tanhaai palti hai

bas yaad saath hai
teri yaad saaath hai
teri yaad saaath hai
teri yaad saaath hai

main jahaan rahoon
main kahin bhi hoon
teri yaad saaath hai

kahin to dil mein yaadon ki
ek sooli gad jaati hai
kahin har ek tasveer bahut hi
dhundhli pad jaati hai

koi nai duniya ke naye
rangon mein khush rehta hai
koi sab kuchh paa ke bhi
ye man hi man kehta hai

kehne ko saath apne
ek duniya chalti hai
per chhup ke is dil mein
tanhaai palti hai

bas yaad saath hai
teri yaad saaath hai
teri yaad saaath hai
teri yaad saaath hai

kahin to beete kal ki jade
dil mein hi utar jaati hain
kahin jo dhaage toote to
malaayein bhikar jaati hain

koi dil mein jagah nayi
baaton ke liye rakhta hai
koi apni palkon par
yaadon ke diye rakhta hai

kehne ko saath apne
ek duniya chalti hai
per chhup ke is dil mein
tanhaai palti hai

bas yaad saath hai
teri yaad saaath hai
teri yaad saaath hai
teri yaad saaath hai

Sponsored Links

Tags on Main Jahaan Rahoon Main Kahin Bhi Hoon

Login to add tags.

Popularity Main Jahaan Rahoon Main Kahin Bhi Hoon

Apr
2023
May
2023
Jun
2023
Jul
2023
Aug
2023
Sep
2023
Oct
2023
Nov
2023
Dec
2023
Jan
2024
Feb
2024
Mar
2024

Review this song:



To make sure you're not an annoying spambot, please give the correct answer to this calculation:
an an an =

Reviews Main Jahaan Rahoon Main K...

A total of 1 review for Main Jahaan Rahoon Main Kahin Bhi Hoon:
dummy guddu mandana wrote on 15th Nov 2012, 20:06h:
I like this song,
this so beautyfull. I have no more words friends
0
0
Login to vote!
Moron.nl Guide

Still haven't found what you're looking for?