Lyrics: Khushiyan Aur Gham
Album: Mann OST
Song: Khushiyan Aur Gham
Released: 1999
Rating:
51.5 out of 100Please log in to rate this song.
Khushiyan Aur Gham lyrics
--FEMALE--
Khushiya.n aur ghum sehte hai
phir bhi ye chup rehati hai,
abtak kisi ne na jaana,
zindagi kya kehti hai -- (2)
Apni khabhi to khabhi ajanebi,
Aasoo.n khabhi to khabhi hai hasi.n,
Darr ya khabhi to khabhi tishnegi lageti hai ye to,
Khushiya.n aur ghum sehte hai
phir bhi ye chup rehati hai,
abtak kisi ne na jaana,
zindagi kya kehti hai.
Khamoshiyo.n ki dheemee sada hai,
ye zindagi to rab ki duaa hai,
chud ke kisi ne isko dekha khabhi na,
ehsaas ki hai khushbhoo mehki hawa hai.
--MALE--
Khushiya.n aur ghum sehte hai
phir bhi ye chup rehati hai,
abtak kisi ne na jaana,
zindegi kya kehti hai.
ha ha ha haa mm mm mm mmm
Mann se kaho.n tum,
Mann ki suno tum,
Mann meet koi Mann ka suno tum,
Kuch bhi kahegi duniya,
Duniya ki chudo.
Palko mei.n sajaake jhilmil,
sapane bano.n tum.
--FEMALE--
Khushiya.n aur ghum sehte hai
phir bhi ye chup rehati hai,
abtak kisi ne na jaana,
zindegi kya kehti hai.
--MALE--
Apni khabhi to khabhi ajanebi,
--FEMALE--
Aasoo.n khabhi to khabhi hai hasi,
--MALE--
Darr ya khabhi to khabhi tishnegi
--FEMALE--
lageti hai ye to.
--Both--
Khushiya.n aur ghum sehte hai,
phir bhi ye chup rehati hai,
abtak kisi ne na jaana,
zindegi kya kehti hai.
Khushiya.n aur ghum sehte hai
phir bhi ye chup rehati hai,
abtak kisi ne na jaana,
zindagi kya kehti hai -- (2)
Apni khabhi to khabhi ajanebi,
Aasoo.n khabhi to khabhi hai hasi.n,
Darr ya khabhi to khabhi tishnegi lageti hai ye to,
Khushiya.n aur ghum sehte hai
phir bhi ye chup rehati hai,
abtak kisi ne na jaana,
zindagi kya kehti hai.
Khamoshiyo.n ki dheemee sada hai,
ye zindagi to rab ki duaa hai,
chud ke kisi ne isko dekha khabhi na,
ehsaas ki hai khushbhoo mehki hawa hai.
--MALE--
Khushiya.n aur ghum sehte hai
phir bhi ye chup rehati hai,
abtak kisi ne na jaana,
zindegi kya kehti hai.
ha ha ha haa mm mm mm mmm
Mann se kaho.n tum,
Mann ki suno tum,
Mann meet koi Mann ka suno tum,
Kuch bhi kahegi duniya,
Duniya ki chudo.
Palko mei.n sajaake jhilmil,
sapane bano.n tum.
--FEMALE--
Khushiya.n aur ghum sehte hai
phir bhi ye chup rehati hai,
abtak kisi ne na jaana,
zindegi kya kehti hai.
--MALE--
Apni khabhi to khabhi ajanebi,
--FEMALE--
Aasoo.n khabhi to khabhi hai hasi,
--MALE--
Darr ya khabhi to khabhi tishnegi
--FEMALE--
lageti hai ye to.
--Both--
Khushiya.n aur ghum sehte hai,
phir bhi ye chup rehati hai,
abtak kisi ne na jaana,
zindegi kya kehti hai.
Thanks to Wolf for these lyrics!
Sponsored Links
Popularity Khushiyan Aur Gham
Apr
2022
2022
May
2022
2022
Jun
2022
2022
Jul
2022
2022
Aug
2022
2022
Sep
2022
2022
Oct
2022
2022
Nov
2022
2022
Dec
2022
2022
Jan
2023
2023
Feb
2023
2023
Mar
2023
2023
Review this song:
Reviews Khushiyan Aur Gham
A total of 3 reviews for Khushiyan Aur Gham: | |
![]() |
tishnegi ghum sehte wrote on 10th Apr 2018, 9:42h: this song were deeply into my ears and soul |
|
|
![]() |
payal pari sharma wrote on 15th Oct 2012, 9:45h: khushiya or gum sahti he, phir bhi ye chup rahti he |
|
|
![]() |
MANOJ RATHOD wrote on 18th Aug 2012, 16:42h: patni - jab tum deshi sharab ptite ho to mujhe paro kahte ho, Beer pite ho to darling kahte ho, par aaj BHOOTNI kyun ? pati - aaj mene SPRITE pee he , SIDHI BAT, NO BAKWAS ! BHARAT SARKAR DUVARA JANHIT ME JARI |
|
|
|